Ad 728x90

Sunday, October 14, 2018

How to read scince for a topper|| topper banane ke liye science kaise padhe

How to read scince for a topper|| topper banane ke liye science kaise padhe

Hello Friends, I'm Phulendra Singh Sabse pahale aap logo ko namaskar karta Hoon 

Aaj Mai is post ke madhym see ye batane Wala hoo ki kiss board me top aane ke liye science ko kaise padhate hai aur science padhane ka Sahi tarika Kya hai aur kaise apne board exam me science me acchaa mark la sakte hai bahoot se student ye nahi janate hai ki kaise exam me science padhane jata hai science padhane ka Sahi Time Kya Hota hai to chaliye time vast kiye main point par aate hai

Science padhane ke kuchh important baate
  1. Aap logo ko mallom hona chahiye ki sci nce ek technology aur math concept par adharit hai
  2. Aapko science yani ki vigyan samajhane ke liye kisi question kevanswer ko rat Kar nahi yaad Kar sakte yadi yaad bhi Kar lete ho to aapko ek aachha mark to mil sakta hai parntu ek aachha gyan nahi 
  3. Agar aap Meri baat maane to science ko practicly samajhe aur kram see chale isase aapko searial by searial samajh me bhi aa jayega .
  4. Yadi aap science ko practicly samajhate ho to isase better kuchh bhi nahi hai
  5. Isase ye hoga ki aap ko turant reasup dekhane ko mil jayega aur dusari baat agar Mai kahu ki aap ko dekha gaya koi bhi event bahut hi aache se samajh me aa jata hai.
  6. Agar aap rat Kar yaad Kar lete hai to bhoolane ke chance jyada ho jate hai jisase aap ko aage dikkat ho sakti hai.
  7. Agar aap ko science hi padhana pasand hai to aapko isase sambadhit chote chote Knowledge ko collect Kar le 
  8. Science ke liye aap sabhi ko Mai bata ki math bhi bahoot hi important hai isase ye hoga ki aapko nemerical se related question Karne me aasani ho sakti hai
  9. Yani kiaap logo ko science ke sath sath math ki bhi jankari honi chahiye
  10. Math kaise padhana chahiye jaroor dekhe
  11. Science ke tarah hard subject koi nahi hai aur padhane valo ke liye Sabse aasan
  12. Yadi aap log man lagakar padh liye to science aapke liye funny ban jayega aur apne life me kuchh Karne ke sabhi dear khul jayenge.
  13. Aapko science padhane ke liye Jo bhi chapter ke aantarya practicle aata hai usaka practical jaroor hi Kar le 
  14. Agar aap practical karte hai to Sabse pahale aapke pass usase related jankari aapne pass rakhani hogi
  15. Practical ke liye practical notes bana le jisase ye ho ki aap aache se aapne practical ko done Kar sakte hai.
  16. Practical me Jo bhi sawadhaniya hai use soch samajh Kar hi practical Kare nahi to Apko nuksaan bhi ho sakta hai
  17. Aur jyada samajhane ke liye aap hamare YouTube channel  par jakar aachi janakari paa sakte ho

Ye Post aap logo ko Kaisa laga comment jarror kare

Wednesday, October 10, 2018

Padhane ke liye Sahi Time

           

       Padhane ke liye Sahi Time

Hello Friends Mai Phulendra Singh aur Mai aap logo ke liye lekar aaya hoo aek aisa post jise aap log Sahi tarike jisase exam me Acche number la sakte hai.

1. Exam Me acche number pane ke liye ek Sahi Tim ki jaroorat hoti hai jisase apne subject ko manage Kar paye.

2. Padhane ke liye aap sabhi ko ek Sahi tarike se ek time table banana padega.

3.Padhane time table ke niyam ka palan sakt tarike se karna padega.

4. Time table me aise samay ka chunav Kare jisase ki aap us time par acche se padh sake

5. Time table ko banate samay ye dyan de ki hame hame kaun se subject par jyada dhyan Dena hai

6. Jo subject aapka favorite hai aur aap kis area me Jane vale hai us subject ko time table me aage hi hi rakhe.

7. Sabhi Subject Par ek jaisa focus Kare kyoki hamara percentage Jo banata hai vo sabhi vishayo see banata hai.

9. Jyada raat Tak aap log padhai na kare.

10. Aap padhate samaya ek achhe room ko chune jaha par noice na ho raha ho

11. Aap jitana padhe Sahi tarike se padhe aur apne aap see puche ki yaad ho raha hai ki nahi 

12. Aap ko jitana yad ho Jay use ek bar awashya like le

13. Yadi koi question nahi yad ho raha hai to usake liye aap pareshan na hoiye

15. School se jyada aap apani self study par dyan den

16. Aap apne dosto ke saath ek study group banaeye aur apane dosto ke saath share kijiye

17. Aur acche see padhai Karne ke liye ek acchi coachiyc join Kare Jaha par acchi padhai hoti hai .

18. Coaching join karate samaya aapko Sabse pahale Jo question na yad ho Rahe ho us coaching ke baccho se puchhiye yadi bata lete hai to aap join Kar sakate hai

Apko Ye Post Padhane ke liye Sahi Time Kaisa laga please comment kare